
Ayee Milan Ki Bela Lyrics
Starring | Rajendra Kumar, Saira Bano |
---|---|
Music | Shankar-Jaikishan |
Director | Mohan Kumar |
Producer | Filmyug Pvt. Ltd. |
Year | 1964 |
Rating |
Bura Maan Gaye - Ayee Milan Ki Bela Lyrics
Bura Maan Gaye
Bura maan gaye,
pyar aankhon se jataya to bura maan gaye
apne gajre ke har ek phool ki taareef suni
haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye
yun to har roz sataate the hume sham o seher
humne ek roz sataaya to bura maan gaye
sirf itni si khata par hume dushman jaana
sar na qadmon mein jhukaaya to bura maan gaye