O Re Bande - Lahore Lyrics


O Re Bande

Haan iss kadar tha bekhabar
Iss kadar tha bekhabar ke khaam kha aazma liya, khaam kha aazma liya
Iss kadar tha bekhabar ke khaam kha aazma liya, khaam kha aazma liya
Sau duayein baich kar, sau duayein baich kar
Maathe ka boja paa liya, maathe ka boja
Maathe ka boja paa liya re
Ore bande - 6 times
Iss kadar tha bekhabar ke khaam kha aazma liya, khaam kha aazma liya (aazma liya)

Aag ke chidkau se yun aag bujhti hai nahin
Aag ke chidkau se yun aag bujhti hai nahin
Ye iraada kyun kiya, ye iraada kyun kiya
Aur kahe ko apna liya, maathe ka boja
Maathe ka boja paa liya re
Ore bande - 6 times
Jismand si muskaan ke aagey jhuki hain kudratyein
Jismand si muskaan ke aagey jhuki hain kudratyein, aagey jhuki hain kudratyein
Jismand si muskaan ke aagey jhuki hain kudratyein
Jismand si muskaan ke aagey jhuki hain kudratyein
Usmand si muskaan ko ..
Usmand si muskaan ko kyun khoon se nihla liya, maathe ka boja
Maathe ka boja paa liya re
Ore bande - 4 times

Muddat hui yaar aise
Aankhein yun khoni khoni
Sab rang chitay udenge
Dam bar ko ik neend sona

Ta na na na ..

Aasu sametay jaa raha tha (ore bande, ore bande)
Aur ghav botay jaa raha tha (ore bande, ore bande)
Aasu sametay jaa raha tha (ore bande, ore bande)
Aur ghav botay jaa raha tha (ore bande, ore bande)
Pal safa tu dekh tune kis kadar ulja liya
Pal safa tu dekh tune kis kadar ulja liya
Aayi offer prem ki, bas ek chithi padh zara
Aayi offer prem ki, bas ek chithi padh zara
Mehsoos hoga ke khuda ne sar tera sehla liya
Sar tera sehla liya, sar tera sehla liya, sar tera sehla liya
Maathe ka boja paa liya re
Ore bande - 6 times

Jaanta hai na kabhi kehla raha insaan hai
Kahe ko ulja hai ke tu jaanta anjaam hai
Jaanta hai na kabhi kehla raha insaan hai
Kahe ko ulja hai ke tu jaanta anjaam hai ... ore bande ..

1 Comments